🎼Sajan Tumse Pyar Ki Ladayi 🎼
sajan tumse pyar ki ladayi mein
sajan tumse pyar ki ladayi mein
tut gai chudiya kalayi me, kalayi mein
tut gai chudiya kalayi mein
tut gai chudiya kalayi mein
janam tumse pyar ki ladayi mein
janam tumse pyar ki ladayi mein
jaga mai akela rajayi me, rajayi mein
jaga mai akela rajayi mein
jaga mai akela rajayi mein
pal pal har pal teri lagan,
teri adaaye le gai man
gore gore haatho pe mehndi ka rang
us pe yeh sharmane ka dhang
us pe yeh sharmane ka dhang
han mai sharmayi pyar ki ladayi mein
tut gai chudiya kalayi mein, kalayi mein
tut gai chudiya kalayi mein
tut gai chudiya kalayi mein
bechaini tadpaati rahi,
chandni dil dhadkaati rahi
sine pe bijli si chali,
karwat leke raat dhali
karwat leke raat dhali
nindiya na aai pyar ki ladayi mein
jaga mai akela rajayi me, rajayi mein
jaga mai akela rajayi mein
jaga mai akela rajayi mein
janam tumse pyar ki ladayi mein
jaga mai akela rajayi mein, rajayi mein
jaga mai akela rajayi mein
jaga mai akela rajayi mein
tut gai chudiya kalayi mein
tut gai chudiya kalayi mein
By: Yetik
Tidak ada komentar:
Posting Komentar