🎼Abhi nahin jana 🎼
Abhi nahin jana - 4×
Dil toh yeh chahe kabhi nahin jana - 2×
Dil kaa toh kya hain yeh toh hain deewana - 2×
Iski bato mein mujhe nahin aana - 2×
Sham ke rang khile hain mauke se ham bhi mile hain - 2×
Aur abhi honge shuru (Pyar ke jo silsile hain) - 2×
Dil ko sambhalo na mane toh mana lo - 2×
Yeh jid nahin achhi dil ko samjhana - 2×
Jadu tera chalne laga hain dil mera pighalne laga hain - 2×
Tujhse dur jane ko
Faisla badalne laga hain - 2×
Shukriya tera kaha jo mana mera - 2×
Aaja abb aake baho mein sama naa - 2×
Abhi nahin jana abhi nahin jana - 2×
Dil toh yeh chahe kabhi nahin jana - 4×
By : Yetik
Daftar Blog Saya
Selasa, 21 Juli 2020
Lirik abhi nahin jana
Langganan:
Posting Komentar (Atom)
Tidak ada komentar:
Posting Komentar