ANTAKSHARI
Title: Antakshari
Singer: Shailendra Singh, Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar, S P Balasubramaniam
Movie / Album: Maine Pyar Kiya (1989)
Actor: Salman Khan, Bhagyashree
🎼 Antakshari 🎼
Aaja aayi bahar dil hai bekarar o mere rajkumar
tere bin raha na jaye ja ja ja mujhe na ab yad aa
ja mujhe na ab yad aa mujhe bhul jane de
ja ja ja mujhe na ab yad aa tu
Tumhari najar kyu khafa ho gayi
khata bakhash do agar khata ho gayi
hamara irada to kuch bhi na tha
tumhari khata khud saja ho gayi
Ek banjara gaye jiwan ke geet sunaye
hum sab jine walo ko jine ki rah bataye
ek banjara gaye
Hal kaisa hai janab ka kya khyal hai aapka
tum jo machal gaye oho ho ho
yuhi fisal gaye aa aa aa hal kaisa hai janab ka
(Kahat kabira suno bhai sadho bat kahu mai khari
ke dunia ek numbari to mai das numbari - 2×) - 2×
ramchandar kah gaye siya se - 2× aisa kalyug aayega
kans chugega dana dun ka kauwa roti khayega
ramchandar kah gaye siya se
shama hai suhana suhana nashe me yaha hai
kisi ko kisi ki khabar kaha hai
har dil me dekho mohabbat jawa hai
ho rama ho
ham to chale pardesh hum pardeshi ho gaye - 2×
chuta apna desh hum pardeshi ho aye
husn ke lakho rang konsa rang dekhoge
aag hai ye badan konsa ang dekhoge
(gore rang pe na itna ghuman kar
gora rang do din me dhal jayega) - 2×
mai shama hu tu hai parwana - 2×
mujhse pahle tu jal jayega gore rang pe na itna ghuman kar
ruk ka ruk ja o janewali ruk ja mai hu rahi teri manjil ka
najro me teri mai bura sahi admi bura nahi mai dil ka ruk ja
jaha bhi jati hu wahi chale aate ho
chori chori mere dil me shamate ho
ye to batao ke tum mere kon ho - 2×
hum to tere aashik hai sadiyo purane - 2×
chahe tu mane chahe na mane - 2×
hum to chale aaye sanam tujhko manane
chahe tu mane chahe na mane
naino me sapna sapno me sajna sajna pe dil aa gaya - 2×
naino me sapna sapno me sajni
sajni pe dil aa gaya ke sajni pe dil aa gaya
public hai public babu ye public hai public sab janti hai
aji andar kya hai aji bahar kya hai andar kya hai bahar kya hai
ye sab kuch pahchanti hai public hai public sab janti hai
hotho me aisi bat mai daba ke chali aayi - 2×
khul jaye wo bat to duhai hai duhai
ha re ha bat jitne pyar to hai jahar bhi hai
hotho me aisi bat mai daba ke chali aayi
khul jaye wo bat to duhai hai duhai
intha ho gayi intzar ki aayi na kuch khabar mere yar ki
ye hame hai yaki bewafa wo nahi fir wajah kya hui intzar ki
kate nahi katte ye din ye rat kahni hai tumse jo dil ki bat
lo aaj mai kahti hu i love you i love you i love love you
By : Yetik
Daftar Blog Saya
Rabu, 03 Februari 2021
Lirik Antakshari
Langganan:
Posting Komentar (Atom)
Tidak ada komentar:
Posting Komentar