🎼Dil Bechara Pyar Ka Mara 🎼
(teri nazar ne kiya ishara hua ye dil aawara - 2×
dil bechara pyar ka mara - 2×) - 2×
(dil ko samjhaye kya dil samjhta nahi
ham pareshan hai dil ke andaz se) - 2×
ye dhadkata hai ab bas tumhe dekh kar
jane kya ho gaya hai ise aaj se
(dil ki halat najuk hai
par dard bada hai pyara) - 2×
dil bechara pyar ka mara - 3×
(hum nahi jante kya hame ho gaya
ye khumari hai kya kis nashe me hai hum) - 2×
hum nahi jante kya hame ho gaya
ye khumari hai kyakis nashe me
thoda bahka hai dil thode bahke hai hum
bekhudi hai badi kya kare hum sanam
((dunia jeeta lekin yara
tumse ye dil hara) - 2×
ho dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
teri nazar ne kiya ishara hua ye dil aawara
dil bechara pyar ka mara - 4×
By : Yetik
Daftar Blog Saya
Rabu, 03 Februari 2021
Lirik dil bechara pyar ka mara
Langganan:
Posting Komentar (Atom)
Tidak ada komentar:
Posting Komentar