Daftar Blog Saya

Senin, 18 November 2019

Lirik kisi pe dil agar aa jaye to

KISI PE DIL AGAR AA JAYE TO
Song : Kisi Pe Dil Agar Aa Jaye to
Album : Rafoo Chakkar (1975)
Singer : Shailendra Singh, Asha Bhosle
Musician : Shankar, Jaikishan
Lyricist : Gulshan Bawra
🎼Kisi Pe Dil Agar Aa Jaye to🎼
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai

Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai

Koyi dil pe agar chha jaye to kya hota hai

Mujhko zulfon ke saaye mein so jane do sanam

Ho raha hai jo dil mein, ho jane do sanam

Baat dil ki dil mein reh jaye to phir kya hota hai
Baat dil ki dil mein reh jaye to phir kya hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota haiWohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai
Kya manzoor hai khuda ko batao to zara
Kya manzoor hai khuda ko batao to zara
Jaan jaaogi baahon mein aa jao to zara
Jaan jaaogi baahon mein aa jao to zara
Koyi jo baahon mein aa jaye to phir kya hota hai
Koyi jo baahon mein aa jaye to phir kya hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai

By Yetik

Tidak ada komentar:

Posting Komentar