Daftar Blog Saya

Senin, 18 November 2019

Lirik tum kya jano

🎼Tum Kya Jano🎼
(Tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
Rehta hai mujhko bas tumhara intezar
Aisa hai yeh deewanapan
Jab tak na dekho tumko aaye na karar
Lag jao mere sine se yaar)-2
Pehle kabhi tu dil mera,Itna nahi tha deewana
Kya chiz hai deewangi,Paake tujhe main na jaana
Tujhko dekha tujhko chaha tera ho gaya
Jan-e-jana main tere,khwabon mein kho gaya
Aa chum loon tujhe baar baar
Tum kya jano dil karta tum se kitna pyar
Rehta hai mujhko bas tumhara intezar
Aisa hai yeh deewanapan
Jab tak na dekho tumko aaye na karar
Lag jao mere sine se yaar
Uff kya sama jawan hai,Aagosh mein chandni hai
Bikhri hai jo yahan wahan,Woh pyaar ki roshni hai
Hai tere hi dam se meri chahat ka jahan,Tera jaisa aashiq sabko milta hain kahan
Tujhpe sanam meri jaan nisar
Tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
Rehta hai mujhko bas tumhara intezar
Aisa hai yeh deewanapan
Jab tak na dekho tumko aaye na karar
Lag jao mere sine se yaar

By Yetik

Tidak ada komentar:

Posting Komentar