🎼Aashiq Banaya Aapne 🎼
{(Aashiq Banaya) - 3× Aapne} - 2×
Tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin
{(Aashiq Banaya) - 3× Aapne} - 2×
(Tere Bin Lamha Lamha Sataye tere Bin Bekarari Jalaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye Tere Bin) - 2×
(Meri Nigaahon Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Ja Pagal Samaa Hain) - 2×
(Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu) - 2×
Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
Tere Bin Kaun Apna Sahaara Tere Bin
(Aashiq Banaya) - 3× Aapne
(Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
Dardejigar Ka Yeh Sabab Humko Mila Hain) - 2×
(Betaabiyo Ne Humko Choor Kar Diya Hain
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain) - 2×
Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain
Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain
Tere Bin Doori Ghat Ti Nahi Hain Tere Bin
{(Aashiq Banaya) - 3× Aapne} - 2×
Tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin
Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye Tere Bin Tere Bin
By : Yetik
Daftar Blog Saya
Kamis, 17 Desember 2020
Lirik aashiq banaya aapne
Langganan:
Posting Komentar (Atom)
Tidak ada komentar:
Posting Komentar