Daftar Blog Saya

Kamis, 17 Desember 2020

Lirik barsaat hai lagne

🎼Barsaat Hai Lagne🎼
Barsaat hai lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo
iss raat se lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo
(nazar aa raha hain kaisa yeh manzar
hai toofan baahar hai toofan andar) - 2×
dilon mein yeh kaisi kasak uth rahi hai
koi aag jalke nahi bujh rahi hai - 2
iss aag se lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo
(saari umar ham pyaase hi tarse
tamanna hai ab yeh ghata aur barse) - 2×
ghatao se keh do kahi aur jaayen
yeh baarish ki boonde hamein na satayen
kya baat hai lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo
barsaat hai lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo - 2
By : Yetik

Tidak ada komentar:

Posting Komentar